Maang Liye..
Maang liye hain
Teri Zindagi k
Sabhi dukh yeh
Keh kar.....!
~
~
~
Ya Rab woh
Bohat masoom
hai uki hafazaat
karna
Ek Mulaqat
Ek mulaqat karo
Hum se
Enayat samjh kar
~
~
Har cheez ka hisab
dain gy qayamat
samajh kar
~
~
Meri dosti par kabhi
Shak mat karna
~
~
Hum dosti b
Kartay hain
Ebadat samajh
kar.